Wednesday 18 May 2011

shor

hawaye kab kuch kahti hai?
unhe to bus sisakne ki adat hai.
 sannate me kab awaz hoti hai?
 unhe to bus chinghadne ki adat hai.
dono ki maujudgi mohtaz nhi,
 ki unhe kisne suna aur dekha hai,
mohtaz hai to is baat per,
 kitno ne inhe nazar andaz kiya hai......

                                           Richa Awasthi